🎨 सोचो, लिखो, Image बनाओ

बस शब्दों में बताओ क्या चाहिए — AI तुम्हारे लिए सुंदर image बना देगा, बिल्कुल free।

🎨 AI IMAGE GENERATOR
Imagine → Describe → Create → Shareतुम्हारी कल्पना, AI की कला
AI se bani fantasy art
🏝️ कल्पना की दुनिया
AI portrait art
👑 royal portrait
AI futuristic classroom art
🤖 भविष्य की क्लास

✨ Photo Enhance Karo

Photo डालो — face/pose बिल्कुल same रहेगा, सिर्फ quality बढ़ेगी (Remini जैसा)।

📸
Photo tap/upload करो
JPG/PNG · 5 MB तक
Reference photo preview

⚡ 10-25 सेकंड लगते हैं · 10 free/day · face same रहेगा · Pro ₹30/mo

बिना photo के भी बनाना है? Text to Image mode →

AI Image Generator

Is tool se kya banta hai

Text likho, image ban jayegi — poster, social media post, thumbnail, quote card, festival greeting, school notice ka background, ya banner. Har image ka style chuno: photo-real, cartoon, illustration, 3D ya minimal. Ye sabse zyada use hota hai YouTube thumbnail, Instagram post aur school function ke poster me — jahan paid designer nahi hota.

Istemaaal karne ka tarika

1) Prompt me likho kya chahiye: "Hindi Diwas ka poster, students, green and white theme, clean text space on left". 2) Style chuno. 3) Generate dabao, 10-20 second me image ready. 4) Download karke slide, thumbnail ya poster me paste karo. Prompt me rang, syahi (mood) aur text ki jagah likhna best result deta hai.

Prompt likhne ka simple formula

Kaam + kaun + kahaan + style + rang. Jaise: "online class banner, teacher laptop ke saath, classroom, modern flat illustration, blue and white". Kitni bhi detail do — image utni hi apne kaam ki aayegi.

Kaunse size aur kaam me

YouTube thumbnail ke liye chaudi (landscape) image, Instagram post ke liye square, story aur poster ke liye lambi (portrait) image chuno. Poster me text ke liye jagah chhodo — prompt me "left side me khaali jagah" likho to baad me apna text aaram se lag jata hai. School notice ya birthday banner banate waqt naam aur date baad me daalo, image me nahi.

Aksar puche jaane wale sawaal

Kya images free hain

Free quota me roz kuch images ban sakti hain. Pro me unlimited aur HD.

Kya watermark aata hai

Nahi — generated image par GenMasterAI ka koi watermark nahi lagta.

Kya commercial use kar sakta hoon

Haan, apne page, poster ya dukaan ke liye use kar sakte ho. Kisi aur ki brand ya celeb ki image copy karna allowed nahi hai.