🧠 मुफ्त हिंदी क्विज़

रोजाना 10 सवालों का क्विज़ — अपना ज्ञान बढ़ाएं

GK, विज्ञान, गणित, कंप्यूटर, इतिहास और भूगोल के मज़ेदार सवाल। हर सवाल के साथ तुरंत व्याख्या। बिना लॉगिन, बिना एप डाउनलोड — सब फ्री।

50Questions
6Subjects
0₹ Rupees

🚀 Quiz खेलो, Certificate जीतो

रोज़ 10 सवाल, national level मुकाबला — दोस्तों को challenge करो और certificate पाओ।

🏆 NATIONAL QUIZ
Quiz → Score → Certificate → पहचानखेल-खेल में बनेगी रैंक
Quiz ki taiyaari karte students
📚 रोज़ की practice
College campus ke students
🎓 national मुकाबला
Mehnat karta student
🏅 certificate तुम्हारा होगा

Daily Quiz in Hindi

Roz quiz kyun khelna chahiye

Competitive exam (SSC, Railway, UP Police, CTET, State PCS) me GK aur general awareness ka score roz thode-thode practice se banta hai. Har din 10 sawaal ka quiz 3 minute leta hai, par 3 mahine me 900 sawaal ho jaate hain — aur yahi wo part hota hai jise log sabse zyada chhodte hain.

Aaj ka quiz kaise chalta hai

Page khulte hi aaj ka set aa jata hai — Science, GK, Maths aur Computer ke mixed sawaal. Har sawaal ka jawab dene par turant sahi/galat dikhta hai aur chhoti explanation milti hai. Test ke baad score aur certificate download kar sakte ho, jisse practice ka record bana rehta hai.

Certificate kaise kaam karta hai

Quiz pass karne par naam ke saath certificate ban jata hai (PDF) jise Tum print ya WhatsApp par share kar sakte ho. Coaching aur school me ise weekly test ke roop me use kiya ja raha hai.

Aksar puche jaane wale sawaal

Quiz free hai

Haan — roz ka quiz free hai, aur certificate bhi free milta hai.

Kitne sawaal aate hain

Roz 10 mixed sawaal; language Hindi aur Hinglish me.

Result kaise dekhein

Quiz ke turant baad score, sahi jawab aur explanation screen par milta hai.

📱 WhatsApp